Sunday, July 17, 2011

Zindagi na milegi dubara...

Aaj tumne dikhaya,
ki jeena kis hunar ko kehtein hain.
Aaj tumne bataya,
ki kal ke chakkar mein kaise hum aaj ko khotein hain.
Shukar hai yeah seekh ab mere man mein hain bhara,
ki jeena hai aaj,
shaayad kal Zindagi na milegi dubara..

No comments: